SEARCH RESULTS
Showing search results for "muhtamim"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "muhtamim"
Mazahiya
Dilawar Figar
Ghazal
baraa.e-naam hai bas meraa muhtamim honaa
ki intizaam to sab sarbaraah dekhte hai.n
Rahat Hasan
Ghazal
muhtamim ham ne sar-e-bazm kahaa.n rahnaa hai
jab vo uTh kar chale jaa.e.nge chale jaa.e.nge
Shabbir Shahid
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "muhtamim"
Ghazal
ye shahr-daar-o-muhtasib-o-maulavii hii kyaa
piir-e-muGaan-o-rind-o-qalandar bhii kuchh nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
dilaa ye dard-o-alam bhii to muGtanim hai ki aaKHir
na girya-e-saharii hai na aah-e-niim-shabii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
hijraa.n me.n intizaar bhii hai us kaa muGtanim
jo Duubtaa ho us ko to saahil aziiz hai
Meer Hasan
Ghazal
vo muntaqim huu.n ki sholo.n kaa khel kheltaa huu.n
mirii kamiingii detii hai daastaan mujhe
Saqi Faruqi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hamaaraa har din kitaab kaa ek baab hai aur
kitaab vahshat kii daastaano.n pe mushtamil hai





