SEARCH RESULTS
Showing search results for "naab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naab"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Sher
ujaale apnii yaado.n ke hamaare saath rahne do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaa.e
Bashir Badr
PAGE MATCHES FOR "naab"
Tags
Naaz
Naaz Shayari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naab"
Sher
dil naa-umiid to nahii.n naakaam hii to hai
lambii hai Gam kii shaam magar shaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kyaa dabdaba-e-naadir kyaa shaukat-e-taimuurii
ho jaate hai.n sab daftar Garq-e-mai-e-naab aaKHir
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
harii shaaKH-e-millat tire nam se hai
nafas is badan me.n tire dam se hai
Allama Iqbal
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
uThaa kar kyo.n na phe.nke.n saarii chiize.n
faqat kamro.n me.n Tahlaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Gazab hai ain-e-karam me.n baKHiil hai fitrat
ki laal-e-naab me.n aatish to hai sharaara nahii.n