SEARCH RESULTS
Showing search results for "naab"
Nazm MATCHES FOR "naab"
Nazm
saqi-nama
harii shaaKH-e-millat tire nam se hai
nafas is badan me.n tire dam se hai
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar(3)
se shaad-kaam ho gayaa!)
magar ye vahm dil me.n tairne lagaa ki ho na ho
Noon Meem Rashid
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ai sham-e-'josh' o mash.al-e-aivaan-e-aarzuu
ai mehr-e-naaz o maah-e-shabistaan-e-aarzuu
Josh Malihabadi
Nazm
ai dil-e-betab Thahar
chal rahii hai kuchh is andaaz se nabz-e-hastii
dono.n aalam kaa nasha TuuT rahaa ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pand-nama
KHud ko Garq-e-sharaab-e-naab na kar
dekh apne ko yuu.n KHaraab na kar
Josh Malihabadi
Nazm
hama-ust
mujhe ruus ke chiida san.at-garo.n ke
na.e kaarnaamo.n kii ik umar se tishnagii thii!
Noon Meem Rashid
Nazm
mir ho mirza ho mera ji ho
miir ho mirzaa ho miiraa jii ho
naa-rasaa haath kii nam-naakii hai
Noon Meem Rashid
Nazm
ek alamat
har payambar ne jhukaa.ii hai zamaane kii jabii.n
apne ham-asr se KHaa.if na ho ai vaqt kii aa.nch
Mustafa Zaidi
Nazm
sawan ke mahine
allaah-re ye farmaan ki is mast havaa me.n
ham mu.nh se na bole.nge agar pii na kisii ne
Josh Malihabadi
Nazm
paigham eid
apnii aa.nkho.n me.n KHamistaan-e-mai-e-naab liye
apne aariz pe bahaar-e-gul-e-shaadaab liye
Hafeez Banarasi
Nazm
holi
miyaa.n tuu ham se na rakh kuchh Gubaar holii me.n
ki ruuThe milte hai.n aapas me.n yaar holii me.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
numaish mein
vo kuchh doshiizgaan-e-naaz-parvar
kha.Dii hai.n ik bisaatii kii dukaa.n par
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shabab-e-gurezan
mai-e-taaza-o-naab haasil nahii.n hai
to kar luu.ngaa durd-e-tah-e-jaam pii kar guzaaraa!
Noon Meem Rashid
Nazm
madam
zulf kii chhaa.nv me.n aariz kii tab-o-taab liye
lab pe afsuu.n liye aa.nkho.n me.n mai-e-naab liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dawat-e-inqilab
vo KHaak ho ki jis me.n mile.n reza-haa-e-zar
vo sang ban ki jis se nikalte hai.n la.al-e-naab