SEARCH RESULTS
Showing search results for "naadiida"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naadiida"
Ghazal
uThtii nahii.n hai aa.nkh magar us ke ruu-ba-ruu
naadiida ik nigaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
naadiida jaziiro.n kii zamii.n par
is tarah bikhre pa.De hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vo husn jise ham ne rusvaa kiyaa duniyaa me.n
naadiida haqiiqat hai naa-gufta kahaanii hai
Bashir Badr
Nazm
jugnu
har ik se duur akelaa udaas rahtaa thaa
kisii shamaa.il-e-naadiida ko mai.n taktaa thaa
Firaq Gorakhpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naadiida"
Ghazal
vasl ke baad bhii puurii nahii.n hotii KHvaahish
aur kuchh hai jo ye naadiida badan chaahtaa hai
Abrar Ahmad Kashif
Ghazal
Khalid Moin
Ghazal
ek lamha thaa ajab us kii shanaasaa.ii kaa
kitne naadiida zamaano.n se mulaaqaat hu.ii
Qaisarul Jafri
Ghazal
band aa.nkho.n me.n hai.n naadiida zamaane paidaa
khulii aa.nkho.n hii se har chiiz ko dekhaa na karo
Mahmood Ayaz
Naat
madiine kaa safar hai aur me.n nam-diida nam-diida
jabii.n afsurda afsurda qadam laGziida laGziida
Iqbal Azeem
Ghazal
zaraa sii baat pe nam-diida hu.aa karte the
ham bhii kyaa saada-o-pechiida hu.aa karte the
Jawad Sheikh
Ghazal
dast-e-naadiida kii tahqiiq zaruurii hai magar
pahle jo aag lagii hai vo bujhaa dii jaa.e
Pirzada Qasim
Ghazal
na jaane kitne hai.n sayyaargaan-e-naa-diida
tuu intihaa jise kahtaa hai ibtidaa hii na ho














