SEARCH RESULTS
Showing search results for "naala-e-khamosh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naala-e-khamosh"
Ghazal
islaam qavii hovegaa us vaqt ai 'KHaamosh'
jis vaqt ki ban jaavegaa dil raam hamaaraa
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
ek naala-e-KHamosh musalsal hai aur ham
yaadash-ba-KHair zabt kii taaqat nahii.n rahii
Fani Badayuni
Ghazal
'KHaamosh' dekh arz-o-samaa me.n hai kis kaa nuur
suuraj me.n kaun maah-e-daraKHshaa.n me.n kaun hai
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
'KHaamosh' nahii.n qaabil-e-mahfil hai kisii taur
rahne do use bas pas-e-diivaar tumhaare
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
mahfil-e-yaar me.n 'KHaamosh' hai laazim tujh ko
misl-e-parvaana par-o-baal jalaanaa jaanaa
Shah Khamosh Sabri
BOOKS MATCHES FOR "naala-e-khamosh"
MORE MATCHES FOR "naala-e-khamosh"
Ghazal
jazba-e-shauq se 'KHaamosh' kabhuu rotaa hai
Gam se mahjuurii ke dil to miraa ranjuur nahii.n
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
shikva mat kar tuu chup raho 'KHaamosh'
ishq ke dard-o-Gam kaa kyaa Gam hai
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
misaal-e-sham.a KHush jaltaa hai 'KHaamosh'
tirii mahfil me.n jaa.n to hai vahii.n hai
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
Nakhshab Jaarchawi
Ghazal
aa.ina ishq-o-mohabbat kaa ba-har-haal hai dil
shor-e-naGma na sahii naala-e-KHaamosh sahii
Mukhtar Hashmi
Nazm
mirza ghaalib
ai jahaanaabaad ai gahvaara-e-ilm-o-hunar
hai.n saraapaa naala-e-KHaamosh tere baam dar
Allama Iqbal
Ghazal
hame.n bhii bolnaa aataa hai phir bhii hai.n KHaamosh
ki ham tire suKHan-e-muKHtasar kii gard hu.e