SEARCH RESULTS
Showing search results for "naama-bar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naama-bar"
Ghazal
Muztar Khairabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naama-bar"
Kulliyat
kab se gayaa hai aaya nahii.n naama-bar hanuuz
raahii bhii kuchh sunaa nahii.n jaate KHabar hanuuz
Meer Taqi Meer
Ghazal
naama-bar aate rahe jaate rahe
hijr me.n yuu.n dil ko bahlaate rahe
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Sher
naama-bar ko.ii nahii.n hai to kisii lahr ke haath
bhej saahil kii taraf apnii KHabar paanii se
Sabir Zafar
Sher
naama-bar tuu hii bataa tuu ne to dekhe ho.nge
kaise hote hai.n vo KHat jin ke javaab aate hai.n
Qamar Badayuni
Sher
miraa KHat us ne pa.Dhaa pa.Dh ke naama-bar se kahaa
yahii javaab hai is kaa ko.ii javaab nahii.n
