SEARCH RESULTS
Showing search results for "nargas-e-gammaz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nargas-e-gammaz"
Ghazal
ishq rusvaa ho chalaa be-kaif saa bezaar saa
aaj us kii nargas-e-Gammaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
uThaa.e hai.n ye fitne nargas-e-Gammaz ne varna
na but se shaiKH ko zid hai na ka.abe se barahman ko
Iqbal Sohail
Ghazal
kyaa hai fareb nargas-e-Gammaz agar nahii.n
be-vaj.h tuu kashaakash-e-qalb-o-jigar nahii.n
Iqbal Sohail
Ghazal
ramz-o-iimaa-o-kinaa.e tujhe sab yaad hai.n yaar
ham to bhuule hai.n Gam-e-Gamza-e-Gammaaz se ramz
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Sher
Gairo.n pe khul na jaa.e kahii.n raaz dekhnaa
merii taraf bhii Gamza-e-Gammaaz dekhnaa
Momin Khan Momin
MORE MATCHES FOR "nargas-e-gammaz"
Ghazal
Gairo.n pe khul na jaa.e kahii.n raaz dekhnaa
merii taraf bhii Gamza-e-Gammaaz dekhnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
mahzar liye junuu.n me.n savaal-o-javaab kaa
parda saa ek diida-e-Gammaaz se uThaa
Aziz Hamid Madni
Ghazal
'aazaad' har ik gaam pe vo Gamza-e-Gammaaz
zarro.n ko sitaare dam-e-raftaar kare hai
Azad Sahiri
Ghazal
mahzar liye junuu.n me.n savaal-o-javaab kaa
parda saa ek diida-e-Gammaaz se uThaa
Aziz Hamid Madni
Ghazal
har ashk kaa qatra thaa fasaana mire dil kaa
dekhaa na miraa diida-e-Gammaaz kisii ne
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
sharm-aaluud kahii.n diida-e-Gammaaz na ho
dilbarii kaa ko.ii pahluu nazar-andaaz na ho
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
is saadgi-e-husn me.n kis darja kashish hai
har naaz me.n ik jazba-e-Gammaaz kaa aalam
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
dil kii bastii se ujaale kaa guzar ho ki na ho
ik diyaa chehra-e-Gammaaz pe rakkhaa jaa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
bas ai Gam-e-Gammaaz mirii aah-e-jigar se
la.anat hai tiraa baam pe thaalii kaa bajaanaa
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
haa.e vo girya-e-KHaamosh se bhii garm hu.e
ashk-e-Gammaaz ko kyaa aag lagaa aatii hai