SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigaah-e-rahmat-e-haq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nigaah-e-rahmat-e-haq"
Ghazal
nigaah-e-rahmat-e-haq me.n ye aa ga.e varna
hamaare ashk-e-nadaamat kii aabruu kyaa hai
Shola Kararvi
Sher
zaahid umiid-e-rahmat-e-haq aur hajv-e-mai
pahle sharaab pii ke gunaah-gaar bhii to ho
Ameer Minai
Nazm
barsat
ba.ndh ga.ii hai rahmat-e-haq se havaa barsaat kii
naam khulne kaa nahii.n letii ghaTaa barsaat kii
Chakbast Braj Narayan
Sher
rahmat-e-haq ko na kar maayuus apne fe.al se
vo bhalaa.ii me.n nahii.n jo hai buraa.ii me.n mazaa
Nadir Shahjahanpuri
PAGE MATCHES FOR "nigaah-e-rahmat-e-haq"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nigaah-e-rahmat-e-haq"
Ghazal
vafuur-e-rahmat-e-parvardigaar hotaa thaa
ki sab kaa pahlaa aqiida hii pyaar hotaa thaa
Hina Ambareen
Nazm
main hun
umiid-e-rahmat-e-haq hai vagarna
gunah kii merii KHuu hai aur mai.n huu.n
Narayan Das Puri
Ghazal
vus.at-e-rahmat-e-haq dekh ki baKHshaa jaave
mujh saa kaafir ki jo mamnuun-e-ma.aasii na hu.aa
Mirza Ghalib
Nazm
husn aur maut
na qaht-e-aish-o-masarrat na, Gam kii arzaanii
kanaar-e-rahmat-e-haq me.n use sulaatii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye kis maqaam pe ham aa ga.e hai.n ai 'rahmat'
na zindagii kii KHushii hai na maut kaa Gam hai
Rahmat Amrohvi
Ghazal
Rahmat Amrohvi
Ghazal
aahaT aahaT pe gumaa.n guzre hai vo aa pahu.nche
dil-e-naadaa.n ke bahalne kaa tariiqa niklaa
Rahmat Qarni
Ghazal
un ke sivaa kisii ko na dekhaa kare.nge ham
aa.iina-e-nazar ko na mailaa kare.nge ham