SEARCH RESULTS
Showing search results for "nikaaltaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nikaaltaa"
Sher
puuchhaa jo un se chaa.nd nikaltaa hai kis tarah
zulfo.n ko ruKH pe Daal ke jhaTkaa diyaa ki yuu.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
saraktii jaa.e hai ruKH se naqaab aahista aahista
nikaltaa aa rahaa hai aaftaab aahista aahista
Ameer Minai
Sher
Munawwar Rana
Ghazal
mai.n jab makaan ke baahar qadam nikaaltaa huu.n
ajab nigaah se mujh ko makaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Sher
falak pe chaa.nd sitaare nikalte hai.n har shab
sitam yahii hai nikaltaa nahii.n hamaaraa chaa.nd
Pandit Jawahar Nath Saqi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nikaaltaa"
Sher
yaqiin ho to ko.ii raasta nikaltaa hai
havaa kii oT bhii le kar charaaG jaltaa hai
Manzoor Hashmi
Nazm
aadmi-nama
yaa.n aadmii hii said hai aur aadmii hii jaal
sachchaa bhii aadmii hii nikaltaa hai mere laal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Fana bulandshahri
Quote
Mard Ki Aankh Aur Aurat Ki Zabaan Ka Dam Sabse Aakhir Mein Nikalta Hai....
Mushtaq Ahmad Yusufi
Ghazal
kabhii ik harf nikaltaa nahii.n mu.nh se mere
kabhii ik saa.ns me.n kar jaataa huu.n saarii baate.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
aahe.n bhartaa huu.n ki puuchhe ko.ii aaho.n kaa sabab
phir tiraa zikr nikaltaa hai maza aataa hai