SEARCH RESULTS
Showing search results for "nikaaltaa"
Ghazal MATCHES FOR "nikaaltaa"
Ghazal
saraktii jaa.e hai ruKH se naqaab aahista aahista
nikaltaa aa rahaa hai aaftaab aahista aahista
Ameer Minai
Ghazal
mai.n jab makaan ke baahar qadam nikaaltaa huu.n
ajab nigaah se mujh ko makaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
kabhii ik harf nikaltaa nahii.n mu.nh se mere
kabhii ik saa.ns me.n kar jaataa huu.n saarii baate.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
aahe.n bhartaa huu.n ki puuchhe ko.ii aaho.n kaa sabab
phir tiraa zikr nikaltaa hai maza aataa hai
Zubair Ali Tabish
Ghazal
aadat sii pa.D ga.ii hai jo tanqiis kii mujhe
kii.De nikaaltaa huu.n mai.n apne vajuud me.n
Jahangeer nayab
Ghazal
pathraayaa hai dil yuu.n ki ko.ii ism pa.Dhaa jaa.e
ye shahr nikaltaa nahii.n jaaduu ke asar se
Parveen Shakir
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
vaisaa chaman se saada nikaltaa nahii.n ko.ii
ra.ngiinii ek aur KHam-o-cham bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil kii galii me.n chaa.nd nikaltaa rahtaa hai
ek diyaa ummiid kaa jaltaa rahtaa hai
Azhar Iqbal
Ghazal
ghar se baahar na nikaltaa kabhii apne KHurshiid
havas-e-garmii-e-baazaar liye phirtii hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
tum bichha.Dte ho jo ab karb na ho vo kam hai
dam nikaltaa hai to a.azaa-shikanii hotii hai