SEARCH RESULTS
Showing search results for "nishaan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nishaan"
Ghazal
Nida Fazli
Nazm
zindagi se Darte ho
haath jaag uThte hai.n raah kaa nishaa.n ban kar
nuur kii zabaa.n ban kar
Noon Meem Rashid
Ghazal
nahii.n paa.egaa nishaa.n ko.ii hamaaraa hargiz
ham jahaa.n se ravish-e-tiir-e-nazar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
PAGE MATCHES FOR "nishaan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nishaan"
Ghazal
na.ii zamiin nayaa aasmaa.n bhii mil jaa.e
na.e bashar kaa kahii.n kuchh nishaa.n nahii.n miltaa
Kaifi Azmi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ye aql o dil hai.n sharar shola-e-mohabbat ke
vo KHaar-o-KHas ke liye hai ye niistaa.n ke liye
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-hindi
yuunaan o misr o ruumaa sab miT ga.e jahaa.n se
ab tak magar hai baaqii naam-o-nishaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Duub jaa.uu.n to ko.ii mauj nishaa.n tak na bataa.e
aisii naddii me.n utar jaane ko jii chaahtaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
mariyam kahaa.n talaash kare apne KHuun ko
har shaKHs ke gale me.n nishaan-e-saliib thaa
Anjum Rehbar
Ghazal
hai bas-ki har ik un ke ishaare me.n nishaa.n aur
karte hai.n mohabbat to guzartaa hai gumaa.n aur













