SEARCH RESULTS
Showing search results for "nuqat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nuqat"
Sher
muhtaaj-e-zeb-e-aariyatii kab hai zaat-e-baht
allaah kaa qadiim se hai naam be-nuqat
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
harf kii shakl me.n Dhaltii hai.n lakiire.n KHud se
aa ke detaa ko.ii paiGaam-e-nuqat hai mujh ko
Rahat Hasan
Ghazal
kyaa be-nuqat sunaa.ii hai.n us tifl-e-shauq ne
qaasid ne naama de ke talab jab rasiid kii
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nuqat"
Ghazal
mazmuun soz-e-dil kaa kahte hii u.Dne laage
harf o nuqat sharar-saa.n yaksaa.n kitaabato.n se
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
ye qaa.ede kii baat thii talab mirii bhii shaad ho
zaraa saa thaa mutaalba vo be-nuqat sunaa gayaa
Danish Asari
Ghazal
diivaan-e-be-nuqat se hai teraa 'vaqaar-hilm'
kahtii hai ahl-e-fan se ye gauhar-ba-kaf havaa
Waqar Hilm Syed Naglavi
Ghazal
urdu key shaa.irii hai to hogii ye baat bhii
ilm-e-aruuz bhii hai rumuuz-o-nikaat bhii
Raakesh ulfat
Ghazal
Qurbi Velori
Doha
jo dekhaa samjhaa sunaa Galat rahaa miizaan
aur nikaT aa zindagii ho terii pahchaan
Bhagwan Das Ejaz
Ghazal
dushman-e-jaa.n hai tishna-e-KHuu.n hai
shoKH hai baa.nk hai nikat bhuu.n hai
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
jo muskuraa rahe hai.n bahut merii baat par
aa kar vo tabsira bhii kare.n un nikaat par
Mohammad Afzal Khan
Ghazal
ko.ii kyaa samajh sake un kii ahmiyat hai kyaa
Gaur kar rahaa huu.n mai.n aaj jin nikaat par
