SEARCH RESULTS
Showing search results for "pa.De"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pa.De"
Ghazal
phir jii me.n hai ki dar pe kisii ke pa.De rahe.n
sar zer-baar-e-minnat-e-darbaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
tark-e-ta.alluqaat ko.ii mas.ala nahii.n
ye to vo raasta hai ki bas chal pa.De ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "pa.De"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "pa.De"
Sher
jhuk kar salaam karne me.n kyaa harj hai magar
sar itnaa mat jhukaa.o ki dastaar gir pa.De
Iqbal Azeem
Nazm
ek aarzu
har dardmand dil ko ronaa miraa rulaa de
behosh jo pa.De hai.n shaayad unhe.n jagaa de
Allama Iqbal
Ghazal
ga.e dino.n kii laash par pa.De rahoge kab talak
alam-kasho uTho ki aaftaab sar pe aa gayaa
Nasir Kazmi
Ghazal
kabhii mil jaa.e to raste kii thakan jaag pa.De
aisii manzil se guzar jaane ko jii chaahtaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
itnaa to zindagii me.n kisii ke KHalal pa.De
ha.nsne se ho sukuun na rone se kal pa.De
Kaifi Azmi
Sher
pyaaso raho na dasht me.n baarish ke muntazir
maaro zamii.n pe paa.nv ki paanii nikal pa.De