SEARCH RESULTS
Showing search results for "paas-e-naamuus-e-ishq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "paas-e-naamuus-e-ishq"
Ghazal
paas-e-naamuus-e-‘ishq kar 'shabbiir'
kis se teraa savaal thaa kyaa thaa
Syed Shabbir Hassan Rizvi
Ghazal
paas-e-naamuus-e-mohabbat kaa savaal aaya to
kahii.n un ko bhii kisii fikr me.n Daal aaya to
Ateeq Ahmad Ateeq
PAGE MATCHES FOR "paas-e-naamuus-e-ishq"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "paas-e-naamuus-e-ishq"
Sher
dil ki hai sarmaaya-daar-e-izzat o naamuus-e-husn
hai yahii markaz yahii hai daa.era mere liye
Maslihuddin Ahmad Aseer Kakorvi
Ghazal
hamii.n muhaafiz-e-naamuus-e-'ishq-o-'irfaa.n hai.n
hamii.n pe har ko.ii teG-o-sinaan khii.nchtaa hai
Saqib Qamri Misbahi
Ghazal
tuu jo 'bedaar' yuu.n phire hai KHaraab
paas-e-naamuus-o-naam kuchh bhii hai
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
paas-e-naamuus-e-mohabbat thaa ki farhaad ke paas
be-sutuu.n saamne se apne uThaayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
paas-e-naamuus-e-mohabbat thaa ki farhaad ke paas
be-sutuu.n saamne se apne uThaayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hame.n roke hu.e hai paas-e-naamuus-e-mohabbat
ye mat samjho ki ham duniyaa kii parvaa kar rahe hai.n
Irfan Sattar
Ghazal
paas-e-naamuus-e-mohabbat ne kuchh aisaa kah diyaa
sar jhukaa kar ham to vo mu.nh pher kar royaa kiye
Bekhud Mohani
Ghazal
tujh se mansuub the sab jaur sahe ham ne magar
paas-e-naamuus-e-mohabbat thaa pukaaraa bhii nahii.n


