SEARCH RESULTS
Showing search results for "pahnaave"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pahnaave"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "pahnaave"
Nazm
mahakti hui tanhaiyan
ghaav rahtaa hai haraa Tiis ke pahnaave me.n
KHvaab aur yaad kaa ek ek nafas sachchaa hai
Ashok Lal
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
partav-e-KHur se hai shabnam ko fanaa kii ta.aliim
mai.n bhii huu.n ek inaayat kii nazar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
ye zaafraanii pullover usii kaa hissa hai
ko.ii jo duusraa pahne to duusraa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
go zaraa sii baat par barso.n ke yaaraane ga.e
lekin itnaa to hu.aa kuchh log pahchaane ga.e
Khatir Ghaznavi
Nazm
mata-e-ghair
tere haatho.n kii haraarat tire saa.nso.n kii mahak
tairtii rahtii hai ehsaas kii pahnaa.ii me.n
Sahir Ludhianvi
Sher
silvaTe.n hai.n mire chehre pe to hairat kyuu.n hai
zindagii ne mujhe kuchh tum se ziyaada pahnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
'qatiil' apnaa muqaddar Gam se begaana agar hotaa
to phir apne paraa.e ham se pahchaane kahaa.n jaate
Qateel Shifai
Ghazal
vaqt-e-ruKHsat kahii.n taare kahii.n jugnuu aa.e
haar pahnaane mujhe phuul se baazuu aa.e
