SEARCH RESULTS
Showing search results for "pahnaave"
Nazm MATCHES FOR "pahnaave"
Nazm
mahakti hui tanhaiyan
ghaav rahtaa hai haraa Tiis ke pahnaave me.n
KHvaab aur yaad kaa ek ek nafas sachchaa hai
Ashok Lal
Nazm
october ishq ki hawa jaisa hai
sunahrii pahnaave me.n ubhar rahaa hai
Gaaro.n se nikalte siyaah rang kaa vajuud
Omainuz Zahra Sayyad
Nazm
mata-e-ghair
tere haatho.n kii haraarat tire saa.nso.n kii mahak
tairtii rahtii hai ehsaas kii pahnaa.ii me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
teri aawaz
apne Thukraa.e hu.e dost kii pursish ke liye
to na aa.ii magar us raat kii pahnaa.ii me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
nick-name
khelne vaale sab haatho.n ko mai.n gu.Diyaa hii lagtii huu.n
jo pahnaa do mujh pe sajegaa
Parveen Shakir
Nazm
aadmi ki talash
yahii.n kahii.n use Dhuu.nDo yahii.n kahii.n hogaa
barhana ho to use phir libaas pahnaa do
Nida Fazli
Nazm
shikast
aur ab jab ki mirii ruuh kii pahnaa.ii me.n
ek sunsaan sii maGmuum ghaTaa chhaa.ii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
jugnu
na dil me.n lauh-e-jabii.n se kiyaa ujaalaa bhii
vo maa.n kabhii jo mujhe baddhiyaa.n pahnaa na sakii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
zabta
mire junuu.n ko na pahnaa sakoge tum zanjiir
na ho sakegaa kabhii tum se meraa zehn asiir
Habib Jalib
Nazm
himala
choTiyaa.n terii surayyaa se hai.n sargarm-e-suKHan
tuu zamii.n par aur pahnaa-e-falak teraa vatan
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
pahno to pahle bhaa.iyo.n ko pahnaa.o
ki hai utran tumhaarii jin kaa banaav