SEARCH RESULTS
Showing search results for "paneer"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "paneer"
Sher
mere TuuTe hausle ke par nikalte dekh kar
us ne diivaaro.n ko apnii aur uu.nchaa kar diyaa
Adil Mansuri
Sher
mirii apnii aur us kii aarzuu me.n farq ye thaa
mujhe bas vo use saaraa zamaana chaahiye thaa
Bushra Ejaz
PAGE MATCHES FOR "paneer"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
pin one's ear back
pin one's ear back pin one's ear back
julaahe kii tarah 'iid bakar-'iid ko paan khaa lete hai.n
जुलाहे की तरह 'ईद बकर-'ईद को पान खा लेते हैं جُلاہے کی طَرَح عِید بَکَر عِید کوپان کھا لیتے ہَیں
کبھی کبھی انہیں اچھی چیزیں نصیب ہوتی ہیں مطلب یہ ہے کہ بہت غریب ہیں
pay-as-you-earn
pay-as-you-earn pay-as-you-earn
برط (اکثر وصفی) ادایگی کے وقت انکم ٹیکس کی کٹوتی۔.
BOOKS MATCHES FOR "paneer"
Darse Muqamaat Hurairi
Muqamaat Hurairi ke ibtedai das maqamon ki jadeed sharh jo salees tarjuma, alfaaz ki lughawi tehqeeq, un ke jadeed istilah-i ma'ani, ashaar ki tarkeeb aur har maqama ke khulasa ke saath saath lughawi nawadirat, amsaal-o-hikayaat aur adabi lataif par mushtamil hai.
Author: Ibn-ul-Hasan Abbasi
Editor: Ilyas Ahmad
1998
MORE MATCHES FOR "paneer"
Sher
tujhe na maane ko.ii tujh ko is se kyaa majruuh
chal apnii raah bhaTakne de nukta-chiino.n ko
Majrooh Sultanpuri
Sher
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
haa.n ijaazat hai agar ko.ii kahaanii aur hai
in kaToro.n me.n abhii tho.Daa saa paanii aur hai
Munawwar Rana
Sher
qaasid nahii.n ye kaam tiraa apnii raah le
us kaa payaam dil ke sivaa kaun laa sake
Khwaja Meer Dard
Sher
abhii se raasta kyuu.n rokne lagii duniyaa
kha.De hu.e hai.n abhii apne ruu-ba-ruu ham log
Irfan Siddiqi
Sher
mai.n apnii ruuh me.n us ko basaa chukaa itnaa
ab us kaa husn bhii parda dikhaa.ii detaa hai
Hasan Naim
Sher
Raghib Akhtar
Sher
abr-e-bahaar baad-e-sabaa apnii raah le.n
majnuu.n ko kaa.enaat kisii kaam kii nahii.n
Abdullah Saqib
Sher
ham ki apnii raah kaa patthar samajhte hai.n use
ham se jaane kis liye duniyaa na Thukraa.ii ga.ii
Khursheed Rizvi
Sher
simaTtii phailtii tanhaa.ii sote jaagte dard
vo apne aur mire darmiyaan chho.D gayaa
