SEARCH RESULTS
Showing search results for "pasand"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pasand"
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Mazahiya
B.A bhii paas ho.n mile bii-bii bhii dil-pasand
mehnat kii hai vo baat ye qismat kii baat hai
Akbar Allahabadi
PAGE MATCHES FOR "pasand"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "pasand"
Ghazal
junuu.n-pasand hai dil aur tujh tak aane me.n
badan ko naav lahuu ko chanaab kar degaa
Parveen Shakir
Sher
saaqii mujhe sharaab kii tohmat nahii.n pasand
mujh ko tirii nigaah kaa ilzaam chaahiye
Abdul Hamid Adam
Nazm
safar ke waqt
ho tum balaa ke baGaavat-pasand talKH-kalaam
KHud apne haq me.n ik aazaar ho ga.e ho tum
Jaun Eliya
Sher
mujhe pasand nahii.n aise kaarobaar me.n huu.n
ye jabr hai ki mai.n KHud apne iKHtiyaar me.n huu.n
Adil Mansuri
Sher
the ham to KHud-pasand bahut lekin ishq me.n
ab hai vahii pasand jo ho yaar ko pasand