SEARCH RESULTS
Showing search results for "pasand"
Ghazal MATCHES FOR "pasand"
Ghazal
mujhe pasand nahii.n aise kaarobaar me.n huu.n
ye jabr hai ki mai.n KHud apne iKHtiyaar me.n huu.n
Adil Mansuri
Ghazal
mujh ko na dil pasand na vo bevafaa pasand
dono.n hai.n KHud-Garaz mujhe dono.n hai.n naa-pasand
Bekhud Dehlvi
Ghazal
sahraa-pasand ho ke simaTne lagaa huu.n mai.n
andar se lag rahaa hai ki baTne lagaa huu.n mai.n
Munawwar Rana
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n KHushaamad-pasand kitnaa hai
ye aasmaan zamii.n se buland kitnaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
Kushal Dauneriya
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aqeel nomani
Ghazal
un kii suurat hame.n aa.ii thii pasand aa.nkho.n se
aur phir ho ga.ii baalaa-o-buland aa.nkho.n se
Anwar Shuoor
Ghazal
hame.n sab ahl-e-havas naa-pasand rakhte hai.n
ki ham navaa-e-mohabbat buland rakhte hai.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
jo ishq me.n guzaara lamha pasand aayaa
aa.nkho.n me.n bas gayaa jo chehra pasand aayaa
Amit Ahad
Ghazal
ik aalam-e-hijraa.n hii ab ham ko pasand aayaa
ye KHaana-e-viiraa.n hii ab ham ko pasand aayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
vahii thii kal bhii pasand aur vahii hai aaj pasand
alag mizaaj hai meraa alag mizaaj pasand
Zubair Qaisar
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Naim Siddiqi
Ghazal
apnii pasand chho.D dii us kii KHariid lii
virse kaa khet bech ke koThii KHariid lii
Paras Mazari
Ghazal
Syed Zameer Jafri
Ghazal
mujh ko na dil pasand na dil kii ye KHuu pasand
pahluu se mere jaa.e dil-e-aarzuu-pasand
Riyaz Khairabadi
Ghazal
kis ne kahaa ki mujh ko ye duniyaa nahii.n pasand
bas saamne kaa tho.Daa saa hissa nahii.n pasand