SEARCH RESULTS
Showing search results for "phisalnaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "phisalnaa"
Ghazal
Swapnil Tiwari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "phisalnaa"
Ghazal
phisal ke tum bhii 'abas sun ga.e hamaare saath
hame.n to yuu.n bhii phisalnaa thaa so phisalte rahe
Haneef Najmi
Nazm
izhaar-e-gham
qaid-e-hulquum se aaho.n ne nikalnaa chaahaa
garm ruKHsaaro.n pe ashko.n ne phisalnaa chaahaa
Hina Rizvi
Ghazal
baavajuud-e-iddi.aa-e-ittiqaa 'hasrat' mujhe
aaj tak ahd-e-havas kaa vo fasaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
ik lafz-e-mohabbat kaa adnaa ye fasaanaa hai
simTe to dil-e-aashiq phaile to zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ham KHuld se nikal to ga.e hai.n par ai KHudaa
itne se vaaqiye kaa fasaana bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Sher
ik lafz-e-mohabbat kaa adnaa ye fasaanaa hai
simTe to dil-e-aashiq phaile to zamaana hai
