SEARCH RESULTS
Showing search results for "phisalnaa"
Nazm MATCHES FOR "phisalnaa"
Nazm
izhaar-e-gham
qaid-e-hulquum se aaho.n ne nikalnaa chaahaa
garm ruKHsaaro.n pe ashko.n ne phisalnaa chaahaa
Hina Rizvi
Nazm
aurat
taptii saa.nso.n kii haraarat se pighal jaatii hai
paa.nv jis raah me.n rakhtii hai phisal jaatii hai
Kaifi Azmi
Nazm
mata-e-ghair
teraa altaaf-o-karam ek haqiiqat hai magar
ye haqiiqat bhii haqiiqat me.n fasaana hii na ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
taswir-e-dard
rulaataa hai tiraa nazzaara ai hindostaa.n mujh ko
ki ibrat-KHez hai teraa fasaana sab fasaano.n me.n
Allama Iqbal
Nazm
marhum aur mahrum
bahut taviil kahaanii hai merii hastii kii
tumhaarii maut to ik muKHtasar fasaana hai
Zubair Ali Tabish
Nazm
jugnu
vo man-gha.Dat sii kahaanii thii ik fasaana thaa
vo be-pa.Dhii likhii kuchh aurato.n kii thii bakvaas
Firaq Gorakhpuri
Nazm
yaad-e-aligarh
dha.Dakte hu.e dil se ik dil milaa thaa
nazar sun rahii thii nazar kaa fasaana
Aabidullah Ghazi
Nazm
zabta
ye zaabta hai haqiiqat ko ik fasaana kahuu.n
ye zaabta hai qafas ko hii aashiyaana kahuu.n
Habib Jalib
Nazm
mujhe sochne de
merii naakaam mohabbat kii kahaanii mat chhe.D
apnii maayuus uma.ngo.n kaa fasaana na sunaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
barsat ki bahaaren
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
kiicha.D se ho rahii hai jis jaa zamii.n phisalnii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHak-e-hind
ai suur-e-hubb-e-qaumii is KHvaab se jagaa de
bhuulaa hu.aa fasaana kaano.n ko phir sunaa de
Chakbast Braj Narayan
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
apne zulm-e-be-nihaayat kaa fasaana yaad hai
company kaa phir vo daur-e-mujrimaana yaad hai