SEARCH RESULTS
Showing search results for "phisalnaa"
Ghazal MATCHES FOR "phisalnaa"
Ghazal
Swapnil Tiwari
Ghazal
phisalnaa girnaa sa.nbhalnaa phir uTh ke chal denaa
inhii.n tariiqo.n se bachcha javaan hotaa hai
Sarita Jain
Ghazal
dhuup kii huu.n kiran mai.n utartii zamii.n pe
in pahaa.Do.n se bhii to phisalnaa hai yaaro
Sunil Raahi
Ghazal
phisal ke tum bhii 'abas sun ga.e hamaare saath
hame.n to yuu.n bhii phisalnaa thaa so phisalte rahe
Haneef Najmi
Ghazal
baavajuud-e-iddi.aa-e-ittiqaa 'hasrat' mujhe
aaj tak ahd-e-havas kaa vo fasaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
ik lafz-e-mohabbat kaa adnaa ye fasaanaa hai
simTe to dil-e-aashiq phaile to zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ham KHuld se nikal to ga.e hai.n par ai KHudaa
itne se vaaqiye kaa fasaana bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
fasaana-e-shab-e-Gam un ko ik kahaanii thii
kuchh e'tibaar kiyaa kuchh na e'tibaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
ko.ii aisaa ahl-e-dil ho ki fasaana-e-mohabbat
mai.n use sunaa ke ro.uu.n vo mujhe sunaa ke ro.e
Saifuddin Saif
Ghazal
mo.D hotaa hai javaanii kaa sambhalne ke liye
aur sab log yahii.n aa ke phisalte kyuu.n hai.n
Rahat Indori
Ghazal
tum bhii mu.nh chuum lo be-saaKHta pyaar aa jaa.e
mai.n sunaa.uu.n jo kabhii dil se fasaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
sun.ne vaale ghanTo.n sunte rahte hai.n
meraa fasaana sab kaa fasaanaa lagtaa hai
Kaif Bhopali
Ghazal
KHushaa ishaara-e-paiham zahe sukuut-e-nazar
daraaz ho ke fasaana hai muKHtasar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
fasaana-go bhii kare kyaa ki har ko.ii sar-e-bazm
ma.aal-e-qissa-e-dil dardnaak chaahtaa hai