SEARCH RESULTS
Showing search results for "piir-e-mugaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "piir-e-mugaa.n"
Nazm
hum log
KHaaksaaraan-e-dar-e-piir-e-muGaa.n hai.n ham log
ya.anii minjumla-e-saahib-nazaraa.n hai.n ham log
Ali Minai
Ghazal
sajda-e-piir-e-muGaa.n haasil-e-irfaa.n niklaa
jis ko ham kufr samajhte the vo iimaa.n niklaa
Vahshi Kanpuri
Ghazal
ek laGzish me.n dar-e-piir-e-muGaa.n tak pahu.nche
ham bhaTakte the kahaa.n aur kahaa.n tak pahu.nche
Ravish Siddiqi
Ghazal
Sahir Siyalkoti
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "piir-e-mugaa.n"
MORE MATCHES FOR "piir-e-mugaa.n"
Ghazal
Abdussalam Nadvi
Ghazal
Jigar Barelvi
Sher
kuchh aisii pilaa de mujhe ai piir-e-muGaa.n aaj
qai.nchii kii tarah chalne lagii merii zabaa.n aaj
Aagha Akbarabadi
Qita
kal apne muriido.n se kahaa piir-e-muGaa.n ne
qiimat me.n ye ma.anii hai dur-e-naab se dah-chand
Allama Iqbal
Ghazal
bhalaa ho piir-e-muGaa.n kaa idhar nigaah mile
faqiir hai.n ko.ii chulluu KHudaa kii raah mile
Dagh Dehlvi
Sher
hairaan huu.n ki piir-e-muGaa.n ke libaas me.n
aa.e kahaa.n se jaama-e-ehraam ke KHavaas
Jaleel Manikpuri
Ghazal
aa.e na harf zabt pe piir-e-muGaa.n kahii.n
ban jaa.e.n KHud savaal na a.ng.Daa.iyaa.n kahii.n
Afqar Mohani
Ghazal
piir-e-muGaa.n ko qibla-e-haajaat kah gayaa
mai.n bhii ha.nsii ha.nsii me.n ba.Dii baat kah gayaa