SEARCH RESULTS
Showing search results for "pusht-e-dast"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pusht-e-dast"
Ghazal
maare.n hai.n ham nagiin-e-sulaimaa.n ko pusht-e-dast
jab miT gayaa nishaan to go naam rah gayaa
Qayem Chaandpuri
Ghazal
KHisht pusht-e-dast-e-ijz o qaalib aaGosh-e-vidaa.a
pur hu.aa hai sail se paimaana kis ta.amiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ye tamaashaa diidanii Thahraa magar dekhegaa kaun
ho ga.e ham raakh to dast-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "pusht-e-dast"
Sher
ye tamaashaa diidanii Thahraa magar dekhegaa kaun
ho ga.e ham raakh to dast-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Nazm
gulha-e-aqidat
sarzamiin-e-hind ko jannat banaane ke liye
kaise kaise dast-o-baazuu ke shajar jaate rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
TuuTaa na ek sang bhii kyaa jaane kitne log
tesha-ba-dast daaman-e-kohsaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
lutf-e-jafaa-e-dost kaa kaise adaa ho shukriya
lazzat-e-sorish-e-jigar dene lagii du.aa ki yuu.n
S A Mehdi
Ghazal
surKHii ke sabab KHuub khilaa hai gul-e-laala
aariz me.n labo.n me.n kaf-e-dast o kaf-e-paa me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ham ne maanaa ki tahii-dast hai.n par sab ke liye
dil me.n ganjiina-e-iKHlaas-o-vafaa rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
dast-e-qaatil me.n ko.ii teG na KHanjar hotaa
miraa saaya jo mire qad ke baraabar hotaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ab vaa'iz-o-zaahid hai.n baham dast-o-garebaa.n
ik jang-e-jamal aaj masaajid me.n chhi.Dii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
pahluu-o-pusht-o-siina-o-ruKHsaar aa.ina
hai razm-gaah-e-husn kaa ye chaar aa.ina