SEARCH RESULTS
Showing search results for "qabze"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qabze"
Nazm
mere hamdam mere dost!
aur ye saffaak masiihaa mire qabze me.n nahii.n
is jahaa.n ke kisii zii-ruuh ke qabze me.n nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Sher
zindagii hai apne qabze me.n na apne bas me.n maut
aadmii majbuur hai aur kis qadar majbuur hai
Ahmed Amethwi
Ghazal
aatii hai kis tarah se mire qabz-e-ruuh ko
dekhuu.n to maut Dhuu.nD rahii hai bahaana kyaa
Haidar Ali Aatish
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qabze"
Ghazal
Ziya Mazkoor
Sher
pii shauq se vaa.iz are kyaa baat hai Dar kii
dozaKH tire qabze me.n hai jannat tire ghar kii
Shakeel Badayuni
Ghazal
Nida Fazli
Nazm
husul-e-azadi ki diqqaten
daana-paanii kar diyaa jaa.egaa bilkul tum pe band
tum ko bhuuko.n maar ke qabze me.n laayaa jaa.egaa
Ahmaq Phaphoondvi
Ghazal
aadmii ko hashr ke manzar nazar aane lage
us ke qabze me.n jab ik zarre kaa jauhar aa gayaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
pii shauq se vaa.iz are kyaa baat hai Dar kii
dozaKH tire qabze me.n hai jannat tire ghar kii
Shakeel Badayuni
Mazahiya
itnii taasiir KHushaamad me.n ataa kar maulaa
ki hamesha rahe qabze me.n minister maulaa