SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaid-e-tafakkur"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qaid-e-tafakkur"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ko.ii bhii qaid-e-musalsal mirii qismat me.n na thii
mere sayyaad kaa dil TuuT gayaa hai mujh se
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ho qaid-e-tafakkur se kab aazaad suKHan-var
manzuur qafas murG-e-KHush-alhaa.n ke liye hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
gah qaid me.n aur gaah sar-e-daar rahe hai.n
ai pyaare vatan tere parastaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qaid-e-tafakkur"
Ghazal
mujhe ba-faiz-e-tafakkur hu.aa hai ye idraak
chamak uThuu.ngaa kisii roz mai.n sar-e-aflaak
Arif Farhad
Nazm
shikwa
qaid-e-mausam se tabii.at rahii aazaad us kii
kaash gulshan me.n samajhtaa ko.ii fariyaad us kii
Allama Iqbal
Ghazal
tajdiid-e-tafakkur kaa tujhe vahm hu.aa hai
mai.n tere KHayaalo.n me.n tazaadaat bataa duu.n
Syed Tamjeed Haider Tamjeed
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
mere ehsaas o tafakkur me.n sulagtii hai jo aag
vahii mazluum ke ashko.n me.n nihaa.n hotii hai
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
piine lagii hai.n zahr-e-tafakkur sharaarte.n
bachcho.n se bhole-pan kii adaa kaun le gayaa