SEARCH RESULTS
Showing search results for "qashqa-e-numaaish"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qashqa-e-numaaish"
Ghazal
mujhe dair se ta’alluq na haram se aashnaa.ii
kahii.n qashqa-e-numaaish kahii.n sajda-e-riyaa.ii
Shamim Karhani
Ghazal
numaa.ish to bajaa hai jalva-e-husn-e-mujassam kii
ye laazim hai nazar shaa.ista-e-diidaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
kisii ke husn ne kaafir banaa diyaa 'maa.il'
lagaa ke qashqa-e-durd-e-sharaab-KHaana-e-ishq
Ahmad Husain Mail
Ghazal
sabhii ko KHabt-e-KHud-aaraa.ii-o-numaa.ish hai
sabhii ke zehn pe aurat savaar hai haa.n hai
Shehzad Anjum Burhani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qashqa-e-numaaish"
Ghazal
sajda bhii hai minjumla-e-asbaab-e-numaa.ish
jo KHud se guzar jaate hai.n sajda nahii.n karte
Saghar Nizami
Ghazal
kyuu.n na a.ngusht-numaa hove hilaal-abruu
zor aalam hai tire qashqa-e-peshaanii kaa
Shah Naseer
Ghazal
baiThaa thaa kahii.n husn-e-numaa.ish-gah-e-Gam me.n
ruj.haan zaraa shohrat-e-arzaa.n kii taraf thaa
Javed Shaheen
Ghazal
kaisii aadaab-e-numaa.ish ne lagaa.ii.n sharte.n
phuul honaa hii nahii.n phuul nazar aanaa bhii
Waseem Barelvi
Ghazal
ye qashqa-e-KHuluus hai zaKHm-e-jabii.n nahii.n
har chand ham bhii kuucha-e-qaatil se aa.e hai.n
Ali Jawad Zaidi
Nasri Nazm
jo titlii kii tarah numuud-o-numaa.ish ke baGair
phuulo.n par u.Dte phirte the
Hafeez Tabassum
Ghazal
aap betaab-e-numaa.ish na kare.n jalvo.n ko
ham ne diidaar qayaamat pe uThaa rakkhaa hai