SEARCH RESULTS
Showing search results for "rustam-o-suhraab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rustam-o-suhraab"
Ghazal
shukr-e-KHudaa ki baazuu-e-qaatil me.n in dino.n
paidaa hai zor-e-rustam-o-suhraab kaa KHavaas
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
dikhne me.n to mai.n rustam-o-suhraab kii suurat
andar se ye haalat hai ki biimaar bahut huu.n
Shahid Mahmood
Ghazal
ai zor-e-alii faqr-e-abuuzar se baromand
be-zor tire saamne har rustam-o-suhraab
Sarfaraz Bazmi
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "rustam-o-suhraab"
MORE MATCHES FOR "rustam-o-suhraab"
Ghazal
shero.n ke hilaa Daale hai.n dil us ke junuu.n ne
majnuu.n hai ki hai rustam-e-dastaan-e-bayaabaa.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
chaura.ng khelne me.n hariifo.n ke ai 'sharaf'
bachiye to teG-e-rustam-e-dastaa.n KHariidiye
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
kaun jaane kab kis par zindagii Thahar jaa.e
ko.ii rustam-e-aazam der tak nahii.n rahtaa
Tajwar Sultana
Ghazal
kalkatta me.n ulfat kii governor hai sadaa ishq
aamaada ho tuu rustam-e-dastaan samajh kar
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
razm hai KHuun kaa hazar ko.ii bahaa.e yaa bahe
rustam o zaal hai.n malaal ya.anii ki saam ranj hai
Jaun Eliya
Nazm
holi
safed paas faqat siim kaa dafiina hai
har ek dil me.n hai rustam-o-zaal holii me.n
Nazeer Akbarabadi
Mazahiya
Takraa chukaa huu.n 'rustam' o 'daaraa' kii zaat se
jab bhii shikast khaa.ii hai aurat ke haath se
Saghar Khayyami
Ghazal
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
rustam-o-daaraa sikandar mil ga.e sab KHaak me.n
ban ke sarmad zindagii apnii basar kar raqs kar