SEARCH RESULTS
Showing search results for "rutbe"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rutbe"
Ghazal
Mirza Ghalib
Marsiya
bhaa.ii se tab kahaa ye hasan ne ba-iltifaat
be-vaj.h ham se ruuThe ho tum ai niko-sifaat
Meer Anees
Ghazal
Mohammad Yusuf Rasikh
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "rutbe"
MORE MATCHES FOR "rutbe"
Ghazal
sajde me.n do-jahaan hai.n ai 'dil' hamaare saath
rutbe ye aastaan qalandar ke dekh lo
Dil Ayubi
Naat
rutbe ko mustafaa ke malaa.ik se puuchhiye
sajde kaa hukm pahle milaa hai zuhuur se
Bekhud Dehlvi
Ghazal
hech ham samjhe do aalam ko to hairat kyaa hai
rutbe ushshaaq ke is se bhii sivaa hote hai.n
Hasrat Mohani
Ghazal
shaa.irii me.n jo hai rutbe kii tamannaa 'ruumii'
fikr kii tah me.n utar jaa.o Gazal hone tak
Rumana Rumi
Ghazal
reKHta rutbe ko pahu.nchaayaa hu.aa us kaa hai
mo'taqid kaun nahii.n 'miir' kii ustaadii kaa
Meer Taqi Meer
Naat
kahuu.n us ke rutbe kaa kyaa mai.n bayaa.n
kha.De ho.n jahaa.n baa.ndh saf mursalaa.n
Meer Hasan
Ghazal
ham lutf ke rutbe ko abhii jaa.nch rahe hai.n
dil de.n agar aisii hii inaayat ho kisii kii