SEARCH RESULTS
Showing search results for "rutbe"
Ghazal MATCHES FOR "rutbe"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
sajde me.n do-jahaan hai.n ai 'dil' hamaare saath
rutbe ye aastaan qalandar ke dekh lo
Dil Ayubi
Ghazal
hech ham samjhe do aalam ko to hairat kyaa hai
rutbe ushshaaq ke is se bhii sivaa hote hai.n
Hasrat Mohani
Ghazal
shaa.irii me.n jo hai rutbe kii tamannaa 'ruumii'
fikr kii tah me.n utar jaa.o Gazal hone tak
Rumana Rumi
Ghazal
reKHta rutbe ko pahu.nchaayaa hu.aa us kaa hai
mo'taqid kaun nahii.n 'miir' kii ustaadii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham lutf ke rutbe ko abhii jaa.nch rahe hai.n
dil de.n agar aisii hii inaayat ho kisii kii
Dagh Dehlvi
Ghazal
Abdus Sattar Danish
Ghazal
sajda-e-yaad me.n sar apnaa jhukaayaa hu.aa hai
ham ne ushshaaq ke rutbe ko ba.Dhaayaa hu.aa hai
Mubashshir Saeed
Ghazal
vasf-e-dur-e-dandaa.n se ye ba.Dh jaate hai.n rutbe
rag rag ko banaa detii hai motii kii la.Dii baat
Muneer Shikohabadi
Ghazal
us kaa tavaaf karte hai.n ushshaaq-e-roz-o-shab
kuu-e-sanam bhii rutbe me.n ka.abe se kam nahii.n
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
kisii ne vaqt pe rutbe liye chalaa ke havaa
kisii ne vaqt me.n rutbe diye jalaa ke liye
Idris Azad
Ghazal
ham tire zarf kii qaamat se bahut chhoTe hai.n
tere rutbe ke baraabar to yahaa.n qad hii nahii.n
Babar Ali Asad
Ghazal
rutbe-daarii kii lagii ik ho.D hai
qaabiliyyat bas baraa.e naam hai
Jatinder Vir Yakhmi jayaveer
Ghazal
ko.ii bhii yuu.nhii nahii.n phirtaa kisii ke ird-gird
sab kiyaa karte hai.n ohde aur rutbe kaa tavaaf