SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruu-kashii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ruu-kashii"
Kulliyat
ruu-kashii ko us kii mu.nh bhii chaahiye
maah ke chehre pe hai.n sab jhaa.iyaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ruu-kashii dekh na kar gosha-nashiino.n se falak
har tarah se tirii KHaatir pa.e-shaa.n kiijiyegaa
Shah Naseer
Kulliyat
mu.nh dekho badr kaa ki tirii ruu-kashii kare
tuu yuu.nhii naam le hai kisuu naa-tamaam kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ruu-kashii karne ko ham bahr se jaate majnuu.n
aable paa-e-junuu.n ke jo habaabii hote
Mushafi Ghulam Hamdani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ruu-kashii"
Ghazal
naam-e-husain le ke haqaa.eq se ruu-kashii
aiso.n ko qabl-e-maut hii mar jaanaa chaahiye
Ejaz Siddiqi
Ghazal
hai kis ke bal pe hazrat-e-'jauhar' ye ruu-kashii
Dhuu.nDe.nge aap kis kaa sahaaraa KHudaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
ik aab-o-taab mah o aaftaab rakhte hai.n
pa ruu-kashii kii tirii kab vo taab rakhte hai.n
Qayem Chaandpuri
Kulliyat
kab ruu-kashii ho merii rone me.n abr tujh se
dariyaa bhare hai.n ek ik daaman ke taar me.n yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
mu.nh ko dekh apne tuu aur us ke lab-e-laal ko dekh
ruu-kashii us se aqiiq-e-yamanii KHuub nahii.n
Shah Naseer
Ghazal
dil me.n hai yaar kii saf-e-mizhgaa.n se ruu-kashii
haalaa.nki taaqat-e-KHalish-e-KHaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Aasi Ghazipuri
Sher
un kahii baat ke sau ruup kahii baat kaa ek
kabhii sun vo bhii jo minnat-kash-e-goyaa.ii nahii.n
Zia Jalandhari
Kulliyat
mushkil hai honaa ruu-kash ruKHsaar kii jhalak ke
ham to bashar hai.n us jaa par julte hai.n malak ke
Meer Taqi Meer
Ghazal
rahe hai ruu-kash-e-nishtar har aabla dil kaa
ye hausla hai ko.ii balbe-hausla dil kaa
