SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruu-siyah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ruu-siyah"
Ghazal
shafiiq mausamo.n ko ham ne ruu siyaah kiyaa
zamii.n ko gardisho.n kaa markaz-e-nigaah kiyaa
Saleem Figar
Ghazal
shafiiq mausamo.n ko ham ne ruu-siyaah kiyaa
zamii.n ko gardisho.n kaa markaz-e-nigaah kiyaa
Saleem Figar
Sher
mai se Garaz nashaat hai kis ruu-siyaah ko
ik-guuna be-KHudii mujhe din raat chaahiye
Mirza Ghalib
Kulliyat
afyuu.n hii ke to dil-shuda ham ruu-siyaah hai.n
ho taKHt kuchh dimaaG to ham paadshaah hai.n
Meer Taqi Meer
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
siyaah-muu
सियाह-मूسِیاہ مُو
Persian
जिसके बाल काले हों, । जो अभी जवान हो।
MORE MATCHES FOR "ruu-siyah"
Kulliyat
apnii yagaangii hii kiyaa karte hai.n bayaa.n
aGyaar-e-ruu-siyaah bahut yaar ho ga.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
raqiib-e-ruu-siyah khaavegaa ab maar
mujhe tujh kaale kaakul kii qasam hai
Obaidullah Khan Mubtala
Kulliyat
kyaa harf dil-nashii.n ho miraa jaise KHat mudaam
aGyaar-e-ruu-siyaah tire mu.nh lagaa kiye
Meer Taqi Meer
Ghazal
jo shaKHs sarbuland thaa merii nigaah me.n
dekhaa to hai kha.Daa vo saf-e-ruu-siyaah me.n
Betab Kaifi
Ghazal
kyaa ajab suurat raqiib-e-ruu-siyah kii dekh kar
KHauf se haalat hu.ii ho paanii paanii aap kii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
tajrbe kii aa.nch se aaKHir raqiib-e-ruu-siyah
un kii qurbat se hamaaraa ham-navaa ho jaa.egaa
Akhtar Ziai
Ghazal
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
sar-e-mahfil raqiib-e-ruu-siyah kaa Tetvaa pak.Daa
machaayaa shor buzdil ne duhaa.ii kaa tihaa.ii kaa