SEARCH RESULTS
Showing search results for "saahab-dilaan-e-hashr"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saahab-dilaan-e-hashr"
Ghazal
kyaa thaa ki aise vaqt me.n saahab-dilaan-e-hashr
dekhaa kiye mujhe tirii talvaar dekh kar
Saqib Lakhnavi
Ghazal
halqa-e-saahab-e-dilaa.n me.n teraa 'ahqar' naam hai
ye samajh le chaak teraa naama-e-isyaa.n hu.aa
Radhe Shiyam Rastogi Ahqar
Ghazal
nit jii hii jii me.n ishq ke sadme uThaa.iyo
shikve kii baat mu.nh pe 'havas' tum na laa.iyo
Mirza Mohammad Taqi Hawas
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "saahab-dilaan-e-hashr"
Kulliyat
karte hai.n baate.n kis kis ha.ngaame kii ye zaahid
diivaan-e-hashr goyaa diivaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
apne shahiid-e-naaz se bas haath uThaa ki phir
diivaan-e-hashr me.n use laayaa na jaa.egaa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
apne shahiid-e-naaz se bas haath uThaa ki phir
diivaan-e-hashr me.n use laayaa na jaa.egaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
gar sub.h ko mai.n chaak garebaan dikhaa.uu.n
ai zinda-dilaa.n hashr talak shaam na hove
Ashraf Ali Fughan
Ghazal
ye jo diivaane se do-chaar nazar aate hai.n
in me.n kuchh saahab-e-asraar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
ik jafaa-kaar ko dil-daar samajh baiThe the
dushman-e-jaa.n thaa jise yaar samajh baiThe the
Laeeq Akbar Sahaab
Nazm
aali-ji ki gum-shuda bayaz
mai.n aise chor kii daanish-varii pe huu.n hairaan
jo ek raat me.n ban baiThaa saahab-e-diivaan
Khalid Irfan
Ghazal
merii hastii kii haqiiqat nahii.n puuchho 'diivaan'
fitna-e-hashr mujassam hu.aa insaa.n honaa
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
udaas nainaa jo baraste hai.n sahaab kii tarah
to Gam ke phuul bhii mahakte hai.n gulaab kii tarah