SEARCH RESULTS
Showing search results for "saalgirah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saalgirah"
Sher
ye to ik rasm-e-jahaa.n hai jo adaa hotii hai
varna suuraj kii kahaa.n saalgirah hotii hai
Unknown
Sher
ye be-KHudii ye labo.n kii ha.nsii mubaarak ho
tumhe.n ye saalgirah kii KHushii mubaarak ho
Unknown
Sher
Ahmad Shahryar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "saalgirah"
Translated Poetry
shaa.er kaa jashn-e-saalgirah hai sharaab laa
mansab KHitaab rutba unhe.n kyaa nahii.n milaa
Rasul Gamzatov
Ghazal
aur ab kii saalgirah par plan kyaa hai tiraa
aur ab kii baar to mai.n saamne bhii aa.uu.ngaa na.ii.n
Aal-e-Umar
Nazm
salgirah
jashn kaa din hai mirii saalgirah kaa din hai
aaj mahlo.n me.n jale.nge mah-o-anjum ke charaaG
Akhtar Payami
Ghazal
hamraa aur samra ne saalgirah par aiman kii
KHuub chhu.Daa.ii aatish-baazii KHuub uchhaale phuul
Muzaffar Hanfi
Nazm
salam
'taahira' saalgirah aaj hai aazaadii kii
hind ke KHurd-o-kalaa.n saathiyo.n pyaaro.n ko salaam
Bano Tahira Sayeed
Nazm
happy birthday to me
aaKHir aa.nkho.n ke paanii se KHud ko bujhaa kar
saalgirah kaa cake bhii mai.n ne kaaT diyaa hai
Sheeraz Sagar
Ghazal
kaisii ab saalgirah kaisii badhaa.ii yaaro
vo jo bichh.Daa to mirii 'umr ghaTaa dii us ne
Wajid Husain Saahil
Ghazal
us ke hijr kii saalgirah hai aane vaalii
ab vahshat kaa jashn manaayaa jaa saktaa hai
Rakesh Dilbar
Sher
yahii vo din the jab ik duusre ko paayaa thaa
hamaarii saal-girah Thiik ab ke maah me.n hai
