SEARCH RESULTS
Showing search results for "saatii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saatii"
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Sher
ujaale apnii yaado.n ke hamaare saath rahne do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaa.e
Bashir Badr
PAGE MATCHES FOR "saatii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "saatii"
Doha
satii to mai.n ho jaa.uu.ngii par ye mujhe bataa
pahle agar mai.n mar ga.ii jalegaa tuu bhii kyaa
Qateel Shifai
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Mazahiya
da.ave rakhtaa na ho jo yaar patii hone kaa
jazba rakhtaa ho jo biivii pe satii hone kaa
Saghar Khayyami
Ghazal
na raakhuu.n tuj nayan me.n raakhuu.n dil me.n
ki tuu.n meraa piyaaraa jiiv kaa saatii
Quli Qutub Shah
Qita
kunj-kaavii jo kii siine me.n Gam-e-hijraa.n ne
is dafiine satii aqsaam-e-javaahar niklaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
jalte rahe buto.n kii huzuurii me.n sham'-ruu
pariyaa.n satii hu.ii hai.n shivaalo.n ke saamne