SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabr-o-shukr"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sabr-o-shukr"
Ghazal
alfaaz sabr-o-shukr ke bolii me.n aa ga.e
jannat ke phal Gariib kii jholii me.n aa ga.e
Abdur Razzaq Dil
Ghazal
jazba-e-sabr-o-shukr mere kaam aa gayaa
kyaa thaa jo mere baKHt me.n likkhaa gayaa nahii.n
Jagdish Mehta Dard
Ghazal
talqiin-e-sabr-o-shukr hai vaa.iz kaa mashGala
kyaa us kii guftuguu hai nahuusat liye hu.e
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
talqiin-e-sabr-o-shukr zabaa.n par hai raat din
dil ko magar mataa'-e-fuzuu.n kii talaash hai
Kausar Parveen Kausar
Ghazal
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
BOOKS MATCHES FOR "sabr-o-shukr"
MORE MATCHES FOR "sabr-o-shukr"
Ghazal
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
kahuu.n ai 'sabr' apnaa mashGala kyaa
ye ik urdu zabaa.n hai aur mai.n huu.n
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
'sabr' hangaam-e-talab shart hai niyyat me.n KHuluus
jaa.egii baab-e-ijaabat pe du.aa tiisre din
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
ahd-e-piirii me.n hu.e apne jo sab baal safed
ham ye samjhe ki hu.aa naama-e-a.amaal safed
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
sad-shukr banda hirs-o-havaa kaa nahii.n huu.n mai.n
hamraah le ke jaa.uu.ngaa do gaz kafan tamaam
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
shukr hai maut bhii aa.ii mirii maiKHaane me.n
hosh me.n aaya na mai.n mast-e-KHaraab aaKHir-kaar
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
maskan-e-KHuld ke liye ai 'sabr'
kuchh na kuchh intizaam kartaa jaa
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
tuu chaahtaa hai agar sabr-o-shukr kii daulat
faqiir logo.n kii sohbat me.n din guzaaraa kar