SEARCH RESULTS
Showing search results for "sadd-e-rah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sadd-e-rah"
Ghazal
sadd-e-raah aap agar laGzish-e-raftaar na ho
raah-rau ko rah-e-dushvaar bhii dushvaar na ho
Arif Nadwi
Ghazal
luTaa sakte hai.n ulfat me.n vo jaane.n
bahut ai 'saad' matvaale pa.De hai.n
Arshad Sad Rudaulvi
Ghazal
dil pe haath rakh do bas tum mire qariib aa kar
maar Daalegii mujh ko hijr kii kasak varna
Arshad Sad Rudaulvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sadd-e-rah"
Ghazal
ab madad KHaar-e-bayaabaa.n hai.n kare.nge
sadd-e-rah pairo.n ke chhaale ho ga.e hai.n
Akhtar Shahjahanpuri
Ghazal
qadam qadam pe KHirad sadd-e-raah thii lekin
junuun-e-shauq salaamat ravaa.n-davaa.n guzre
Mubarak Mungeri
Kulliyat
ho saktii hai.n sadd-e-rah palke.n kahii.n rone kii
tinko.n se ruke hai kab dariyaa jo bahaa chaahe
Meer Taqi Meer
Kulliyat
har gaam sadd-e-rah thii but-KHaane kii mohabbat
ka.abe talak to pahu.nche lekin KHudaa KHudaa kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
ko.ii bhii diivaar sadd-e-raah ho saktii nahii.n
tol baiThe par to phir sayyaad kyaa kaisaa qafas
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
Gam sadd-e-raah ban kar rauzan me.n a.D ga.e hai.n
hai baa.nsurii nafas kii mahruum naGmagii se