SEARCH RESULTS
Showing search results for "salman alvi"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "salman alvi"
Rubai
a.adaa ko udhar haraam kaa maal milaa
'hur' ko asadullaah kaa idhar laal milaa
Mirza Salaamat Ali Dabeer
Rubai
adnaa se jo sar jhukaa.e aalaa vo hai
jo KHalq se bahra-var hai dariyaa vo hai
Mirza Salaamat Ali Dabeer
Rubai
aafaaq se ustaad-e-yagaana uThaa
mazmuu.n ke javaahar kaa KHazaana uTThaa
Mirza Salaamat Ali Dabeer
Rubai
suGraa kaa maraz kam na hu.aa darmaa.n se
aaKHir hu.ii biimaar tap-e-hijraa.n se
Mirza Salaamat Ali Dabeer
MORE MATCHES FOR "salman alvi"
Rubai
aaho.n se ayaa.n barq-fishaanii ho jaa.e
Gul ra.ad kaa naalo.n kii zabaanii ho jaa.e
Mirza Salaamat Ali Dabeer
Rubai
parvaane ko dhun sham.a ko lau terii hai
aalam me.n har ek ko tag-o-dau terii hai
Mirza Salaamat Ali Dabeer
Rubai
har chashm se chashme kii ravaanii ho jaa.e
phir taaza mirii marsiya KHvaanii ho jaa.e
Mirza Salaamat Ali Dabeer
Rubai
ai KHizr ke rahbar mujhe gumraah na kar
mamnuu.n gadaa-dilo.n kaa yaa shaah na kar
Mirza Salaamat Ali Dabeer
Rubai
mash.huur-e-jahaa.n hai daastaan-e-shiirii.n
shiirii.n ne fidaa kii shah pe jaan-e-shiirii.n
Mirza Salaamat Ali Dabeer
Rubai
hai razm saraapaa to zabaa.n aur hii hai
aur bain ke maabain bayaa.n aur hii hai
Mirza Salaamat Ali Dabeer
Rubai
is dar pe har ek shaadmaa.n rahtaa hai
KHandaa.n gul-e-umiid yahaa.n rahtaa hai
Mirza Salaamat Ali Dabeer
Marsiya
बिलक़ीस पासबाँ है ये किस की जनाब है
मरयम दरूद-ए-ख़्वाँ है ये किस की जनाब है
Mirza Salaamat Ali Dabeer
Sher
dil saaf ho kis tarah ki insaaf nahii.n hai
insaaf ho kis tarah ki dil saaf nahii.n hai
Mirza Salaamat Ali Dabeer
Rubai
is bazm me.n arbaab-e-shu.uur aa.e hai.n
ye shii.aa hai.n yaa aaya-e-nuur aa.e hai.n