SEARCH RESULTS
Showing search results for "samaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "samaa"
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
koi ye kaise batae
ik zaraa haath ba.Dhaa de.n to paka.D le.n daaman
un ke siine me.n samaa jaa.e hamaarii dha.Dkan
Kaifi Azmi
Ghazal
Nasir Kazmi
PAGE MATCHES FOR "samaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "samaa"
Ghazal
arz-o-samaa kahaa.n tirii vus.at ko paa sake
meraa hii dil hai vo ki jahaa.n tuu samaa sake
Khwaja Meer Dard
Nazm
KHwab nahin dekha hai
os kii buu.ndo.n me.n suuraj ke samaa jaane kaa
chaa.nd sii miTTii ke zarro.n se sadaa aane kaa
Waseem Barelvi
Ghazal
aa.nkho.n me.n bas ke dil me.n samaa kar chale ga.e
KHvaabiida zindagii thii jagaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
salaam us pe ki jis ne uThaa ke parda-e-dil
mujhii me.n rah ke mujhii me.n samaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
ab to simaT ke aa jaa aur ruuh me.n samaa jaa
vaise kisii kii pyaare vus.at nahii.n hai mujh me.n