SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarfarosh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sarfarosh"
Ghazal
sarfarosh aate hai.n ai yaar tire kuuche me.n
garm hai maut kaa baazaar tire kuuche me.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
'ishq ik hikaayat hai sarfarosh duniyaa kii
hijr ik masaafat hai be-nigaar sahraa kii
Zaheer Kashmiri
Sher
ishq ik hikaayat hai sarfarosh duniyaa kii
hijr ik masaafat hai be-nigaar sahraa kii
Zaheer Kashmiri
Ghazal
sarshaar-o-sarbuland-o-siyah-mast-o-sarfarosh
maahaul apne haal me.n gum ho vo haal ho
Rais Amrohvi
Ghazal
kuchh lutf dekhnaa hai to saudaa-e-ishq me.n
ai sarfarosh sar kii tamannaa bhii chho.D de
Sehr Ishqabadi
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "sarfarosh"
MORE MATCHES FOR "sarfarosh"
Ghazal
udhar se pahle bhii kuchh sarfarosh guzaare the
rah-e-talab me.n nishaan-e-qadam qadam pe chalaa
Jafar Tahir
Ghazal
Bismil Allahabadi
Ghazal
saath is qadar hai.n us shah-e-KHuubaa.n ke sarfarosh
barso.n hisaab kasrat-e-lashkar lagaa.iye
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
kahne ko sarfarosh the jaa.nbaaz the bahut
Thahre akele ham hii sar-e-daar mo'atabar
Habab Hashmi
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
tuu raah-e-ishq ke sadmo.n se mat Daraa vaa.iz
jo sarfarosh hai.n is rah me.n un ko Dar kyaa hai
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
sarfarosh lahro.n kii sarfaroshiyaa.n kab tak
sarfarosh lahro.n ko zer-e-aab karnaa hai
Wajid Qureshi
Ghazal
'kaifii' ye ahl-e-dahr se kah do pukaar kar
is bazm me.n vo aa.e ki jo sarfarosh hai
Dattatriya Kaifi
Kulliyat
jab na tab miltaa hai baazaaro.n me.n 'miir'
ek luutii hai vo zaalim sarfarosh