SEARCH RESULTS
Showing search results for "shabbar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shabbar"
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Marsiya
sahraa ke naKHl sab shajar-e-tuur ho ga.e
Gul thaa zahe husain kii shaukat zahe vaqaar
Meer Anees
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
is daur me.n insaa.n kaa ajab haal hai 'shabbar'
jiine kaa bhii armaan hai jiine se bhii bezaar
Shabbar Jilani Qamri
PAGE MATCHES FOR "shabbar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shabbar"
Ghazal
baazii-e-ishq kii chaale.n hii ajab hai.n 'shabbar'
haar jaate hai.n magar maat nahii.n hotii hai
Shabbar Jilani Qamri
Ghazal
kyo.n bulaate ho unhe.n chho.Do ye zid ai 'shabbiir'
tum se ban jaa.e ko.ii baat ye naa-mumkin hai
Shabbar Jilani Qamri
Ghazal
sulhullaah nahii.n ja.ng bhii fillaah nahii.n
na.ara-baazaa.n ko.ii shabbar ko.ii shabbiir bhii hai
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
garche ho.n 'bedaar' Garq-e-ma.asiyat sar-taa-ba-paa
pur-umiid-e-maGfirat hai shabbar-o-shabbiir se
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Shabbar Jilani Qamri
Ghazal
'shabbar' tirii talaash bhii kitnii ajiib hai
tuu ne na.ii radiif me.n har qaafiyaa pa.Dhaa
Shabbar Jilani Qamri
Ghazal
Shabbar Jilani Qamri
Ghazal
Shabbar Jilani Qamri
Ghazal
jo dekhtaa hai mirii be-qaraariyaa.n 'shabbiir'
usii ko dekhtaa huu.n be-qaraar tho.Daa saa