SEARCH RESULTS
Showing search results for "shikast"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shikast"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shikast"
Ghazal
ye KHaamushii kaa zahr naso.n me.n utar na jaa.e
aavaaz kii shikast gavaaraa na kar abhii
Saqi Faruqi
Ghazal
mujh ko shikast-e-dil kaa mazaa yaad aa gayaa
tum kyuu.n udaas ho ga.e kyaa yaad aa gayaa
Khumar Barabankavi
Sher
mujh ko mirii shikast kii dohrii sazaa milii
tujh se bichha.D ke zindagii duniyaa se jaa milii
Saqi Faruqi
Nazm
KHizr-e-rah
haq tiraa chashme 'ataa kar dast-e-Gaafil dar nigar
momyaa.ii kii gadaa.ii se to behtar hai shikast
Allama Iqbal
Nazm
kisi ko udas dekh kar
mujhe tumhaare taGaaful se kyuu.n shikaayat ho
mirii fanaa mire ehsaas kaa taqaazaa hai

