SEARCH RESULTS
Showing search results for "shole"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shole"
Ghazal
vo meraa gaa.nv hai vo mere gaa.nv ke chuulhe
ki jin me.n shole to shole dhu.aa.n nahii.n miltaa
Kaifi Azmi
Nazm
saqi-nama
isii se hu.ii hai badan kii numuud
ki sho'le me.n poshiida hai mauj-e-duud
Allama Iqbal
Ghazal
aasmaa.n aisaa bhii kyaa KHatra thaa dil kii aag se
itnii baarish ek shole ko bujhaane ke liye
Zafar Gorakhpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shole"
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
ja.ngal pe lapak rahe hai.n shole
taa.uus ko raqs kii pa.Dii hai
Ahmad Faraz
Ghazal
shole ugalte tiir baraste the charKH se
saaya thaa paas me.n na ko.ii saa.ebaan thaa
Adil Mansuri
Ghazal
allaah re soz-e-aatish-e-Gam baa'd-e-marg bhii
uThte hai.n merii KHaak se sho'le havaa ke saath
Momin Khan Momin
Ghazal
shole se na hotii havas-e-shola ne jo kii
jii kis qadar afsurdagi-e-dil pe jalaa hai
Mirza Ghalib
Sher
aasmaa.n aisaa bhii kyaa KHatra thaa dil kii aag se
itnii baarish ek shole ko bujhaane ke liye
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
ye haadsa hai ki shole me.n jaan hai merii
mujhe charaaG se aazaad kyuu.n nahii.n karte