SEARCH RESULTS
Showing search results for "shole"
Ghazal MATCHES FOR "shole"
Ghazal
vo meraa gaa.nv hai vo mere gaa.nv ke chuulhe
ki jin me.n shole to shole dhu.aa.n nahii.n miltaa
Kaifi Azmi
Ghazal
aasmaa.n aisaa bhii kyaa KHatra thaa dil kii aag se
itnii baarish ek shole ko bujhaane ke liye
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
ham shauq ke shole kii lapak bhuul bhii jaa.e.n
vo sham-e-fasurda kaa dhu.aa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
vo tirii yaad ke shole ho.n ki ehsaas mire
kuchh na kuchh aag zaruurii hai pighalne ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
shole ugalte tiir baraste the charKH se
saaya thaa paas me.n na ko.ii saa.ebaan thaa
Adil Mansuri
Ghazal
allaah re soz-e-aatish-e-Gam baa'd-e-marg bhii
uThte hai.n merii KHaak se sho'le havaa ke saath
Momin Khan Momin
Ghazal
shole se na hotii havas-e-shola ne jo kii
jii kis qadar afsurdagi-e-dil pe jalaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ye haadsa hai ki shole me.n jaan hai merii
mujhe charaaG se aazaad kyuu.n nahii.n karte
Saqi Faruqi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
umr guzrii hai a.ndhere kaa hii maatam karte
apne shole se bhii kuchh kaam liyaa hai tum ne
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Alam Khursheed
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
ab ke ummiid ke shole se bhii aa.nkhe.n na jalii.n
jaane kis mo.D pe le aa.ii mohabbat ham ko
Amjad Islam Amjad
Ghazal
aaho.n ke shole jis jaa uThte the 'miir' se shab
vaa.n jaa ke sub.h dekhaa musht-e-Gubaar paayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
KHas-o-KHaashaak se nisbat thii to honaa thaa yahii
Dhuu.nDne nikle the shole ko sharar bhii na milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kyaa aag de ke taur ko kii tark sar-kashii
us sho'le kii vahii hai.n sharaarat kii baaniyaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
qatre kii khul ga.ii hai girah varna ai nasiim
shor-e-dimaaG murG-e-chaman gul kii buu na ho