SEARCH RESULTS
Showing search results for "tah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tah"
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
ham aa ga.e hai.n tah-e-daam to nasiib apnaa
vagarna us ne to phe.nkaa thaa jaal vaise hii
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "tah"
MORE MATCHES FOR "tah"
Ghazal
jis sar ko Guruur aaj hai yaa.n taaj-varii kaa
kal us pe yahii.n shor hai phir nauhagarii kaa
Meer Taqi Meer
Marsiya
ye aab-o-taab hai ki guhar aab aab hai.n
dariyaa to aasmaa.n hai.n sitaare hubaab hai.n
Meer Anees
Nazm
masjid-e-qurtuba
silsila-e-roz-o-shab taar-e-hariir-e-do-ra.ng
jis se banaatii hai zaat apnii qabaa-e-sifaat
Allama Iqbal
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mohsin Naqvi
Sher
jo log guzarte hai.n musalsal rah-e-dil se
din eid kaa un ko ho mubaarak tah-e-dil se
Obaid Azam Azmi
Sher
dariyaa ke kinaare pe mirii laash pa.Dii thii
aur paanii kii tah me.n vo mujhe Dhuu.nD rahaa thaa
Adil Mansuri
Ghazal
yaa.n us ke saliiqe ke hai.n aasaar to kyaa ham
is par bhii ye kamraa tah-o-baalaa na kare.nge












