SEARCH RESULTS
Showing search results for "tajallii-aashnaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tajallii-aashnaa"
Ghazal
jo tajallii-aashnaa thaa jalva-gaah-e-aam me.n
vo nigaahe.n thii.n hamaarii yaa dil-e-naakaam thaa
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
jab har nazar ho KHud hii tajallii-numaa-e-Gam
phir aadmii chhupaa.e to kaise chhupaa.e Gam
Farhat Qadri
Ghazal
phir aashnaa-e-lazzat-e-dard-e-jigar hai.n ham
phir mahram-e-kashaakash-e-har-KHair-o-shar hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
dekhii na jab tajallii-e-takraar-aashnaa
be-ra.ngiyo.n kaa rang KHudii ne jamaa diyaa
Ali Manzoor Hyderabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tajallii-aashnaa"
Ghazal
ek ik zarre ko jauhar-aashnaa mai.n ne kiyaa
sho’lagii ke band darvaazo.n ko vaa mai.n ne kiyaa
Ghulam Mustafa Faraz
Ghazal
yuu.n tarannum-rez hai har parda dil ke saaz kaa
har-nafas par mujh ko dhokaa hai tirii aavaaz kaa
Vahshi Kanpuri
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
chhe.Daa hii kyo.n havaa-e-rah-e-kuu-e-yaar ne
andher kar diyaa mirii musht-e-Gubaar ne
Ijtiba Rizvi
Ghazal
fazaa-e-zauq-e-tamaashaa hai sar-basar mahduud
vasii.a daa.era-e-husn aur nazar mahduud
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
dekhnaa us kii tajallii kaa jise manzuur hai
sa.ng-reza bhii nazar me.n us kii koh-e-tuur hai