SEARCH RESULTS
Showing search results for "takliif-e-tabassum"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "takliif-e-tabassum"
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
us jaan-e-taGaaful kii takliif-e-tabassum se
aa.nsuu hu.e jaate hai.n shaa.ista-e-Gam kitne
Johar Siddiqi
Ghazal
lab-aashnaa-e-harf-e-tabassum nahii.n rahe
dil ke lahuu ko ashk me.n Dhalnaa nahii.n hai ab
Mughni Tabassum
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "takliif-e-tabassum"
Ghazal
tabhii to us ne 'tabassum' kii bandagii kii hai
rag-e-guluu se bhii ba.Dh kar qarii.n rahii hogii
Tabassum Anwar
Ghazal
Kahkashan Tabassum
Ghazal
tamaam chehre dhu.aa.n ho ga.e 'tabassum' jab
to kis ke biich vo shahr-e-amaan baa.nTegaa
Kahkashan Tabassum
Ghazal
maujo.n se ai 'tabassum' abhii aur khel le
kashtii se terii duur kinaare chale ga.e
Asghar Ali Tabassum
Ghazal
sun ke ruudaad-e-vafaa ha.ns ke vo farmaate hai.n
ai 'tabassum' tire afsaane me.n kyaa rakkhaa hai
Tabassum Nigam Dehlvi
Ghazal
tere andaaz-e-'tabassum' kaa fusuu.n
haadse pahluu badal kar rah ga.e
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
yuu.nhii to dil-aavez nahii.n she'r-e-'tabassum'
ye naqsh tire husn ke saa.nche me.n Dhale hai.n
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
kyaa jaaniye kyaa thaa tiraa andaaz-e-'tabassum'
har dekhne vaale kii nazar mujh pe pa.Dii hai
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
jo mujhe roz ye kahtaa hai 'tabassum' hai mirii
vo miraa daaman-e-dil taar nahii.n kar saktaa