SEARCH RESULTS
Showing search results for "takliif-e-tabassum"
Ghazal MATCHES FOR "takliif-e-tabassum"
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
us jaan-e-taGaaful kii takliif-e-tabassum se
aa.nsuu hu.e jaate hai.n shaa.ista-e-Gam kitne
Johar Siddiqi
Ghazal
lab-aashnaa-e-harf-e-tabassum nahii.n rahe
dil ke lahuu ko ashk me.n Dhalnaa nahii.n hai ab
Mughni Tabassum
Ghazal
mai.n ro pa.Daa huu.n 'tabassum' siyaah raato.n me.n
Guruub-e-maah me.n shaayad zavaal meraa thaa
Mughni Tabassum
Ghazal
Tabassum Siddiqui
Ghazal
tabhii to us ne 'tabassum' kii bandagii kii hai
rag-e-guluu se bhii ba.Dh kar qarii.n rahii hogii
Tabassum Anwar
Ghazal
Kahkashan Tabassum
Ghazal
tamaam chehre dhu.aa.n ho ga.e 'tabassum' jab
to kis ke biich vo shahr-e-amaan baa.nTegaa
Kahkashan Tabassum
Ghazal
maujo.n se ai 'tabassum' abhii aur khel le
kashtii se terii duur kinaare chale ga.e
Asghar Ali Tabassum
Ghazal
sun ke ruudaad-e-vafaa ha.ns ke vo farmaate hai.n
ai 'tabassum' tire afsaane me.n kyaa rakkhaa hai
Tabassum Nigam Dehlvi
Ghazal
tere andaaz-e-'tabassum' kaa fusuu.n
haadse pahluu badal kar rah ga.e
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
yuu.nhii to dil-aavez nahii.n she'r-e-'tabassum'
ye naqsh tire husn ke saa.nche me.n Dhale hai.n
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
kyaa jaaniye kyaa thaa tiraa andaaz-e-'tabassum'
har dekhne vaale kii nazar mujh pe pa.Dii hai
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
jo mujhe roz ye kahtaa hai 'tabassum' hai mirii
vo miraa daaman-e-dil taar nahii.n kar saktaa
Jahan Ara Tabassum
Ghazal
jise sab dushman-e-jaa.n kah rahe hai.n
'tabassum' kii usii se dostii hai
Tabassum Nigam Dehlvi
Ghazal
jis me.n Gam-e-jaanaa.n kii lataafat hai 'tabassum'
ham ne to ka.ii baar vahii zahr piyaa hai
Tabassum Nigam Dehlvi
Ghazal
josh-e-junuu.n tabassum-e-gul kuchh na puuchhiye
daaman kaa zikr kyaa hai garebaa.n nahii.n rahe
Tabassum Nigam Dehlvi
Ghazal
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
haal-e-dil kaise 'tabassum' ho bayaa.n
jaane kyaa yaad hai kyaa yaad nahii.n