SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqaazaa-e-aah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taqaazaa-e-aah"
Ghazal
rahmate.n zahmate.n ban jaatii hai.n aksar ai 'aah'
ho na ye sail-e-balaa kaalii ghaTaa se Dariye
Aah Sambhali
Ghazal
hamaare baa'd bhii raunaq na aa.ii us ghar par
charaaG ek havaa ko ka.ii bujhaane the
Aah Sambhali
Ghazal
Aah Sambhali
PAGE MATCHES FOR "taqaazaa-e-aah"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taqaazaa-e-aah"
Ghazal
kahii.n to saahil-e-naa-yaaft kaa nishaa.n hogaa
jalaa ke KHud ko taqaazaa-e-aah ho.n to sahii
Kishwar Naheed
Ghazal
hunar-afshaani-e-KHaama ko du.aa do ki 'fazaa'
lafz ko sahl hu.aa naafa-e-aahuu likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
mai.n KHud huu.n naqd magar sau udhaar sar par hai
ajab vabaal-e-Gam-e-rozgaar sar par hai
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye sitam uf aatish-e-diidaar bha.Dkaane ke baad
ho ga.e ruu-posh vo ik jalva dikhlaane ke baad
Naresh M. A
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
is qadar bhii ko.ii baato.n me.n na aa.e ai dil
un kii har baat bajaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
mizaaj-e-ahl-e-dil kii imtiyaazii shaan to dekho
jo dushman jaan-o-dil kaa hai usii se pyaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
KHada.ng-e-aah ko roke rahaa huu.n furqat me.n
KHayaal hai mujhe aflaak kii tabaahii kaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kabhii to koh-e-giraa.n tak nazar nahii.n aa.e
kabhii havaa kaa mujhe naqsh-e-paa dikhaa.ii de

