SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqaddus-e-ma.aab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taqaddus-e-ma.aab"
Mazahiya
'asraar' mubtalaa hu.e ik din azaab me.n
ya.anii giraft-e-zaahid-e-izzat-ma.aab me.n
Asrar jamayee
Ghazal
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
pati.nge roz hazaaro.n banaa.e jaate hai.n
miraa taqaddus-e-KHaak-e-mazaar kyaa kahiye
Salahuddin Faiq Burhanpuri
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
taqaddus-e-ma.aab
तक़द्दुस-ए-मआबتَقَدُّسِ مَآب
Arabic
پاکیزہ، پاک، بزرگ، پرہیزگار آدمی کے متعلق استعمال ہوتا ہے، لفظی معنی پاکیزگی کی جگہ
taqaddus-e-ma.aabii
तक़द्दुस-ए-मआबीتَقَدُّسِ مَآبی
تقدس مآب (رک) کا اسم کیفیت.
BOOKS MATCHES FOR "taqaddus-e-ma.aab"
MORE MATCHES FOR "taqaddus-e-ma.aab"
Ghazal
mire taqaddus-e-iimaa.n se kheltii hii rahii.n
tirii nigaah kii kaafir-adaa.iyaa.n kyaa kyaa
Haneef Akhgar
Ghazal
aisii na ho ki pii ke banuu.n aur muttahim
baatil-shikan ho jo vo haqiiqat-e-ma.aab laa
Rahmat Ilahi Barq Aazmi
Ghazal
samiim-e-qalb se kii jis ne ittibaa.a-e-rasuul
vo kaa.enaat me.n izzat-e-ma.aab ho ke rahaa
Yas Chandpuri
Ghazal
lab-e-talab bhii na phir maa.il-e-savaal hu.aa
ki jab taqaddus-e-kashkol paa.emaal hu.aa
Mahshar Badayuni
Ghazal
phir har junuu.n-sarisht KHirad se hai bahra-var
phir kho gayaa taqaddus-e-viiraana aaj-kal
Syed Mazhar Gilani
Ghazal
kabhii taqaddus-e-insaan ke tuu giit bhii gaa
kabhii to dil me.n mohabbat kii aag raushan kar
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
tauba kaa paas rind-e-mai-aashaam ho chukaa
bas ho chukaa taqaddus-e-islaam ho chukaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
bachegii kis tarah taqdiis-e-mai-kada saaqii
jo terii bazm se tishna ye mai-gusaar chale